ek Chehra jo mere khawab saja
deta hai,
Mujh ko mere hi khayalon main
sada deta hai,
wo mera kon hai maloom nahi
hai lekin, Jab bhi milta hai to pehlu main
jaga deta hai,
Main jo ander se kabhi toot k
bikhron,
wo mujh ko thamnay k liye
hath barh deta hai, Main jo tanha kabhi chupkay
say bhi rona chahon,
to dil k darwazay ki zanjeer
hila deta hai,
Uski qurbat main hai kya baat
na-janay El lamhay k liye sadiyon ko
bhula deta hai....